Afsurdgi
Ek ajeeb si afsurdgi hai aaj dilo Jaan main
Wo he nahi bs, uski yaadian bi chhin rhi ho jaise
©riyazch
riyazch
www.instagram.com/gum_shanaas/
Dard jb baanth na ska to lafzu ka sahaara liya. Personal IG :- riyaz_chowdhary
-
riyazch 62w
-
riyazch 86w
Dil-e-sukoon
Kis Ko hasil sukoon-e-dil en bastioun main reh kr
Hum aa_iinon se khud Ko chupa ke chalte hain
IG:- gum_shanaas
©riyazch -
Mehboob-e-riyaz
Meri khushi tere sakoon se hai munsalik
Mehboob-e-riyaz tujhe aur kya likhu
©riyazch
IG:- @gum_shanaas -
riyazch 91w
Ameer-e-Husn
Kuch to sadqa nikal, Ae ameer-e-husn
Mohabbat nahi, hosla to Deta ja
©riyazch
IG :- Gum_shanaas -
Baat
Baat mehram aur mujrim ki kaha rhi
Main uska na rha wo meri nahi rhi
©riyazch
IG:- Gum_shanaas -
Ashk
Kabhi tapti dhoop main reet par pani andela hai
Yuh jazb karta hu main, apne ashk har roz
©riyazch
IG:- Gum_Shanaas -
riyazch 100w
Hum_Nawa
Bakhabar hu teri justajoo se main
Tu mujh main ek Hum Nawa talaashta hai
©riyazch
IG:- Gum_Shanaas -
Umeed—e—hayat
Dil aabroo past hai mera
Wafa ujhaar chuka hu main
Aankh num hai sher-o-shab
sakoon-e-dil beech chuka hu main
Aasre yaar ke nahi milte ab kabhi
Sahaare saare chod chuka hu main
Roonak-e-duniya rang barang hai
Mere roop mita chuka hu main
Adaigi-e-namaz radd hai Yaar ab
Waqt-e-faraiz qaza kar chuka hu man
Hota hoga umeed varu ka kuch to riyaz
Saari umeed-e-hayat mita chuka hu main
©riyazch
IG :- Gum_Shanaas -
Tabah
Tujh se judaai ka sadqa ab ada kiya jaye
Lazim hai ab khud ko tabah kiya jaye
©riyazch
IG:- Gum_shanaas -
BHOUT HAI
Likhu jo us pe to bhout hai
Wafa ki hai to saza bi bhout hai
Wada khilafi us ki neeyat pe
Mujhe us pe aitbaar bhout hai
Faqt chand lamhe abhi guzre hain
Intazaar kar ke abi raat bhout hai
Kaha qabool hogi meri toba abhi
Abi to meri saza bhout hai
Tere iraade hain kahe rehbari ke to aa
Mere liye ye raasta Anjaan bhout hai
Teri zindagi to bhari hui lagti hai khushiyon ki
Meri la mehdud ghumu se pehchan bhout hai
Tu soo ja sukoon ki neend tujhe jo hai mayasser
Jee lu tere zakhmu main, mere liye bhout hai
Fida kr duga teri bewafai pe bi zindgi apni
Tu jaanta hai tera Yaar aana parast bhout hai
©riyazch
IG :- Gum_shanaas
-
yours_rafaq 82w
BENAKAAB
Wo Mere Saamne Parde Mein Rehte Hain Rafaq~
Aur Gairon Ki Basti Mein Benakaab Ghumte Hain
Jo Karke Aaye Hain Hazaaron Ka Qatal Sareaam
Wo Mujhse Meri Bewafaai Ka Hisaab poochte Hain...
©i_am_rafaq -
soubia 109w
Zara duriyan bana ke rakhiye janab,
Khud bikhar jaoge mere tukde samet'te -samet'te
©soubia -
afzanakouser 110w
Zulam
Kyu itna tashadud hai mere shehar mein
Kyu hr bar hmein hi rulaya hai....
Akhir Kis baat ki saza mil rhi hai hmein
Kyu hr bar hmein hi sataya hai....
Hum toh begunah thae hmesha se kouser~
Phir bhi gunahgar hmein hi tehraya hai....
©afzanakouser -
yours_rafaq 110w
VEERAAN
Suna Hai Wafadari Ka Dhindhora Peet Rahe Ho Apni Basti Mein Rafaq~
Kya Wo Shaam Bhul Gaye Jb Mere Dil Ki Basti Ko Veeraan Kiya Tha Sareaam
©i_am_rafaq -
ashooo 110w
Wo dhond rhy ty humain bhool jany k tariky
Hum ne khafa ho kr unki mushkil asan kr de
#log
#pakistaniwriters
#writersofpakistan
#urdu
#urdupoetry
#urduwriters #nature #love #travel #life #inspiration #friendship #poetry #thoughts #diaryوہ ڈھونڈ رہے تھے ہمیں بھول جانے کے طریقے
ہم نے خفا ہو کر ان کی مشکل آسان کردی -
malikiqbal 110w
کیسی وحشت ہے کہ جو شخص ترا تھا ہی نہیں
یاد کر کر کے اسے__________ہوش گنوائے پھرنا -
khan_yaseen 111w
کیوں نہیں جاتے
آنسو میری پلکوں سے اتر کیوں نہیں جاتے
یہ بوجھ لیکے ہم کہیں مر کیوں نہیں جاتے
ہر اک الم کے بعد الم ہوتا ہے برپا
حالات میری زندگی کے سنور کیوں نہیں جاتے
ہر شیشہ ٹوٹنے سے ہوتا ہے چور چور
پھر ہم یوں ٹوٹ کے بکھر کیوں نہیں جاتے
مایوسیوں نے خود سے کر دیا ہے بد گمان
اب اداسیوں کے دور گزر کیوں نہیں جاتے
فیکی ہے زندگی مزہ کرکرا سا ہے
یاسینؔ یہ تلخی کے اثر کیوں نہیں جاتے۔
©khan_yaseen -
manamwrites 111w
.
-
yours_rafaq 112w
HOSHIYAAR
Aajkal Nazar Hoshiyaar Ho Rahi Hai Teri
Tujhe Milne Ke Liye Rooh Taras Rahi Hai Meri
Lagta Hai Rafaq~ Ki Qismat Mein Sirf Dard Likhen Hain
Isiliye Dheeme Dheeme Jaan Nikal Rahi Hai Meri
©i_am_rafaq -
alimalik 112w
Kabhi yun bhi ho Sar-e-Bazm mein
Wo mujhe kahay ke Ghazal suna,
Main Ghazal Ghazal mein usay kahun
Mera kuch nahi hai Tere siwa..
