Sunna tha maine insan galatiyu ka putla hai lakin jab khud aik mujasma banney tau ahsaas huwa ki Insan Kitna gafil banta hai, batakta rahta hai andeyrou mai,
halaki Haqeeqat bhi jaanta rahta hai lakin baaz phir bhi nahi ata,
tau phir sambhalne k liye girrna tau naseeb banta hai...!!
قدر الله وما شاء فعل
©Qmar