Pyaar
Karu me Qubool kyu is sachai ko ?
Kyu me khud apni sachai na likh saku
Tu meri na ho sake zindagi bhar ke liye
Isliye tujhe tukdo me pyaar karta hu
Ye ehesaan pyaar ka na khul ke bta paunga
Tbi 6up 6up ke pyaar karta hu
Chupana meri mjburi hai kamjori mt samajh meri jaan
Darta hu is paapi duniya se tujhe na bcha paunga
Lekin naaz hai mujhe hum dono pe
Me saato janam tujhpe hi marta jaunga
©iamagar29
-
iamagar29 92w