• safi97 6w

    Haal-E- Dil

    Har gunaha se bachaye rakhna khuda mujhko, mein tere hi khene se yahan aaya hun, ab lautne ka waqt ho chala hai, tu mujhe sukoon ki maut dena, mein tere hi bandon se sataya gaya hun.
    ©safi97