shab bedari sai ishq ankhein namm nahi
Mujhay kisi kay chodnay ka gham nahi
Bas woh laa'fani yai duniya hain jaani har zaat begaani
Aaj bhi woh duniya jiski duniya mein ab hum nahi
Rait sa ishq fisal kay paani sai he milta kyu
Bichadkay khudsay milna khudko kya kam nahi
Sab sai waqif kisi ka nahi hatim hoon main
barosa jispay rakhta uspai koi veham nahi
Dil kaaba maanta qalm jehlum behta jayai
Likhta rehta qaatil e qalb pai koi reham nahi
waqt e zawaal kaisa bawaal khudpai sawaal
Kehti rooh itna nawab kya malaal koi eham nahi
©nawab_13
nawab_13
~π°
-
-
Banda nawab kitna bhi atraf ho
Bas ba-wuzu aur niyat ka saaf ho!
©nawab_13 -
Bahar nikalnay ki bala ab kisko fursat ho
Nawab yai kamra main aur bas nusrat ho !
©nawab_13 -
Aam afraad ki zaalim nai ankhein band kardi
Nawab ab jo gawah tha usay bhi goli mardi!
©nawab_13 -
nawab_13 32w
Har ranj mein khushi shaamil
Nawab ka KHUDA kaamil!
©nawab_13 -
nawab_13 32w
neend nahi hisay aayi shab bedari
Nahi nawab ki kisi'say yaari ya rishtedaari!
©nawab_13 -
Haqeeqat pai apni yun in'kaar na kar
ghalat ko sahi zehen iq'raar na kar
Zubaan shemsheer toh khamoshi zulfiqaar hain
Maamuli baaton pai kisi sai taq'raar na kar
Rafta rafta rooh pak deewaar ki tayaari mein
Sheesha qalb Surahi gham ismay da'raar na kar
Ji huzoor chahein kya kisay akhir kya pata
Nahi kar sakta khud sai khuda ko fa'raar na kar
Yai awargi ghuma rahi darbadar din bhar kahin
Nawab tu tapish mein reh ab qa'raar na kar!
©nawab_13 -
Muh sai yai baat nikalta nahi behr-haal hogayi
Kyu eik raat mein nawab aankhein itni laal hogayi ?
©nawab_13 -
nawab_13 36w
Nawab ishq agar kisi ki bhi zaubaani ho
Nahi dikhta mujhay khan ya khomeini ho!
©nawab_13 -
Saqi |||
sarr khoon sawaar shaamein qehar saqi
Phiru'n dhoonta siyahi mein seher saqi
Qalb samandar uss mein doob jaata main
Darr feink degi bahar uski har leher saqi
Maa ka kehna gham sehnay walo ko miltay hain
Seh raha warna qalm bolta zeher saqi
Shaad rooh kyu dard he dawa lagi isay
Aankhein band karu zindagi lagti eik peher saqi
Taare gawah woh khidki main sard hawaa
Soch rawaa ki jaisay koi neher saqi
Gunnah kiya ya sawaab bhool gaya nawab
Bas nahi rahay dono ka ab eik shehar saqi
©nawab_13
-
winter_moon 14w
ہے جو محبت کے قصصے جن پہ ناز کرتے ہو،
ان کے رنگ اتر جاۓ تو کیا کروگے؟
جن لفظوں کو سمیٹ کے چھپا لیا ہے،
وہ الفاظ بیگ جاۓ وقت کی بارش میں،
پھر اپنی محبت کی کہانی کس کو پڑھاؤگے ؟
Winter_moon -
blurryface__14 14w
Bojh zimmedari ka sapno par a raha hai.
Ghar se hi duur,
Vo ghar basa raha hai.
©blurryface__14 -
its_smn 18w
Sust dharkanein, tapta Matha, dukhti Aankhein
Aziyat e ishq ki shuruwat he shaed...سست دھڑکنیں ، تپتا ماتھا ، دکھتی آنکھیں
اذیتِ عشق کی شروعات ہے شاید۔۔۔۔
©its_smn -
unsaid 16w
#unsaid #kashmir #winter #snowfall #season #rain #mirakee #readwriteunite #sya #writersnetwork #urdu #poetry #yad
Urdu words meaning-
Mausam ~ season
Barf - snowfall
Ahtiram - respect
Urdu writing -
برفیلی راتوں میں بھی اکثر ، ہم بارشوں کا انتظار کرتے ہیں۔
تجے یاد کرنے کی خاطر ، ہم موسموں کا احترام کرتے ہیں۔
Unsaid ~ Rightnow it is snowing outside (Kashmir) , and I am waiting for luck , rain & you.Mausam
~~~~~~~~~~~
Barfeeli raton mei bhi aksar,
hum barishon ka intizar karte hai.
Tuje yaad karne ki khatir,
hum mausmo'n ka ahtiram karte hai.
©unsaid -
How innocent are those souls which
stitch themselves a lot of times
yet crave to be torn apart
with same love again.
~alizeh -
unsaid 17w
#readwriteunite #mirakee #unsaid #kashmir #kashmiri #love
=================
#urdu words-
=================
#tanqeed ~ #criticism
#falsafa ~ #philosophy
#tehreer ~ #composed
#Taqdeer ~ #destiny
#ulajna ~ tangle
#sambhalna ~ #stable
#tarbiyat ~ #training
#mashq ~ #practice
#sazgaar~ #favourable
#sarood ~ #music
#aasta'n ~ #
#zooq ~ taste
#munasib ~ befitting
======================
#UnSaid~ criticizing this feel
======================
Tanqeed
======================
Ye ishq tha , koi falsafa nahi
Koi tehreer nahi, taqdeer nahi.
Yahan ulajne se hi sambalte hain
Yahan hukumat nahi, to shikayat nahi.
Yahan tarbiyat hasil hai mashq se,
Yahan aere gere se wasta nahi.
Ye sitam tha , koi bahar nahi.
Koi sazgar nahi, koi sarud nahi.
Yahan jaan hai , to jahan nahi.
Yahan junun hai, par sarur nahi.
Yahan sham hai, aur subah nahi.
Yahan qabr hai, aasta'n nahi.
Jahan ban sake to shayir bano.
Na ban sake , koi malal nahi.
Ye haram tha , halal nahi.
Ye zooq kahin b munasib nahi.
©unsaidTanqeed (تنقید)
~~~~~~~ishq ki
(Caption☝️) -
He asked me, "What is poetry ?" and I whispered,
"It's the vocabulary of your silence & my solitude."
From a bad poet || bidya -
Banda dimaag chalata bandh raha uljan.
Khel badshah khud banaye, lalkare kiska tashan!
Zakhm jisne bhare hoo namak se apne.
Tayaar har dum saanson mai basse kafan.
©rehbar27 -
fatimah_m 82w
Jo zakhm dein
Usi ka marham asar kare
-Fatimah -
مدتوں ڈھونڈا کروگے مجھ سے بے پرواہ کو
غمکدوں کے غم کو بھی بے غم بنا سکتا ہوں میں
#آبی(یوسف شیخ)
