रोती आंखों से अधिक खतरनाक होती है
सुनी आंखें
जो की ना खुशी में चमकती है
और ना ही दर्द में आंसुओं से भरती है
उनमें इतना सूनापन होता है कि
समंदर भी भर जाए उनमें
तो भी एक बूंद बाहर आंखों से छलके ना
✍️ कृतिका धनराज
©krtikadreamer
-
krtikadreamer 24w
-
krtikadreamer 25w
जिम्मेदारियों का बोझ लिए कंधों पर
मुस्कुराते हुए सुकून से भरा घर छोड़ कर
संघर्षों से भरा शहर चुन लेते है
लड़के अपनी खुशियों को दिल से बाहर फेंक
घर की खुशियों को जेब में भर लेते है
✍️ कृतिका धनराज
©krtikadreamer -
krtikadreamer 25w
मैंने एक तस्वीर ली आज अपनी
वो भी आधी चेहरे वाली
फोन का कवर "भयंकर आलसी" वो भी
पांडा के साथ
तस्वीर साफ नहीं आई आईने पर धूल पड़ी थी
मैंने साफ़ नहीं की
मुझे यह तस्वीर अच्छी लगी पर
मन में फ़िर एक सवाल आया
लोग मुझे आलसी गलत तो नहीं कहते
फ़िर लगा कभी कभी एक आध दशक बाद
लोग कुछ कहते है जो शायद से सही ही कहते है
✍️ कृतिका धनराजमैं स्वयं को निहारती रहती हूं
घंटों तक
ढूंढती हूं स्वयं में वो कमियां
जो मेरे अलावा सबको मुझमें
दिखाई देती है
मैं आलसी हूं ऐसा लोग कहते हैं
पर मेरा मानना है मैं आलसी नहीं हूं
हां, बस मैं कोई भी काम किसी और के
हिसाब से नहीं करती
जब मेरा दिल करता है तो करती हूं
मैं मुंहफट भी हूं ऐसा लोग कहते हैं
पर मेरा मानना है कि मुझे दोगलापन नहीं आता
तो दिल की बातें मुंह पर बोल देती हूं
बहुत सारी ऐसी बातें हैं जो लोग
कहते हैं
पर लोग जो कहते हैं वो सही कहते हैं
ऐसा तो मैने कही नहीं पढ़ा
©krtikadreamer -
krtikadreamer 25w
मैं मूर्त बन जाऊं
जो तुम मुझे रखना चाहो सजा कर तो
मैं पलके भी ना झपकाऊं
जो तुम मेरे नैनों में झाको तो
मैं अपने भावनाओं को पाषाण बना दूं
मेरी इच्छाओं को जला कर भस्म कर दूं
तुम मुझे ठुकरा कर
जो किसी पराए को अपनाओ तो
✍️ कृतिका धनराज
©krtikadreamer -
krtikadreamer 25w
प्रेम में धोखा खाया हुआ इंसान
स्वयं को वही रट्टू तोता समझता है
जिसने सीखा था, बहेलिया आएगा
दाना डालेगा,जाल बिछाएगा और दाना नही खाना है
यही रटते हुए वो दाना खाने उस जाल पर बैठ जाता है
✍️ कृतिका धनराज
©krtikadreamer -
krtikadreamer 27w
Darkest night
I am not the star, I am the darkest night in
which stars find their existence.
©krtikadreamer -
krtikadreamer 39w
Even a whole has a hole in it
©krtikadreamer -
krtikadreamer 39w
You never know how many efforts it takes to maintain a smile on a person's face when everything is messed up.
©krtikadreamer -
krtikadreamer 39w
At the end of the day,
You'll realize it
Everyone wants a person to understand them.
But nobody wants to be
A person who can understand.
©krtikadreamer -
krtikadreamer 45w
Standing Alone
Doesn't mean
You don't have anyone by your side ✍
©krtikadreamer
-
anil_ugreja 99w
Hum kehte he bacche bhagwaan ka roop hote he wo boohat sweet boohat cute boohat sharaarati hote he unko sirf padhai, khana, khelnaa kudnaa,aaraam hi karna hota he agar aap sab ne sirf baccho ko isi roop me dekha he to ye galat he
sabhi baccho ke naseeb me itni aisho aaraam ki zindagi nahi hoti inse pare bhi zindagi ke kai chehre he jo aap sabhi ne kahi na kahi dekhe honge maine bhi dekhe he khaas kar apni travel life zindagi me jaha mujhe shehar dar shehar jana padtaa he jaha jaake mujhe aise kai unsune undekhe kisse dekhne ko mile he
maine inko boohat kareeb se dekha he kyoki me is tarhe ke baccho se mila hu jo mujhe jaante he mere sath waha rehte the mujse roz milte the mujhse dher saari baate karte the wo sirf kad-kaathi or umar me bacche dikhte the par unki maasumiyat ko is bereham zindagi ne maano chin sa liya ho unki zindagi aam baccho jaisi bilkul nahi thi wo khelte bhi the to kaam par hote hue kyoki unke nanhe kandho par ghar ki ya phir khud ko zinda rakhne ki zimmedaari thi
me aksar boohat emotional ho jaya karta tha unse baat karte waqt but me unse boohat kuch sikhta bhi tha ki life me kisi se aas lagana bekaar he hum jise pujte he maante he khuda bhagvaan jo bhi he wo sirf humaari raksha kar sakta he uski daya aashirvaad humaare sath reh sakti he par khuda ya bhagvaan humko kamaa ke khilaane nahi aayenge
wo hume khud karna padtaa he but jaha phir kuch ameer baccho ko aaj bhi dekhta hu jinke paas wo saari sukh suvidha he dukh unse koso door he tab tab mujhe un maasoom baccho ki yaad aa jaati he ki kaise un baccho ka jivan Sangharsh me kat raha he
ye mera personal experience he mene sirf slumdog millionaire movie me dekha tha ki agra city me kis tarhe se chote bacche zindagi jine ke liye struggle karte he but jab me agra city gaya or waha aise kai baccho ko dekha to ye realise hua ki ye haqikat he and i think india me agra city ek maatr aisi jaghe he jaha bacche aapko har jaghe sadko pe gali mohalley me taj mahal ke aas paas kaam maangte ya kuch saamaan bechte dikhenge mere paas bhi boohat aate the kaam maang ne ya kuch saamaan lekar bechne mujh me us waqt boohat hi alag tarhe ki feelings aati thi ki zindagi kitni sangharsh bhari he but me un baccho ko salaam karta hu n ye ummid karta hu ki unka aane wala kal boohat haseen or khushhaal ho
kyoki mera maannaa he ki jisne zindagi me mehnat ki he wo kabhi bhukha nahi mar sakta
Unme se ek bacchaa roz mere paas popcorn bechne aataa tha wo mujse request karta tha ki plzz bhaiyaa 5 rupey ka ek packet popcorn ka lelo or phir me usse dher saari baate karta tha ki usne padhai kyu chori ghar me kitne log he papa mummy kya karte he tum din me kitna kama lete ho usne kaha pure din 40 se 50 packet ke aas paas hi bech pata hu wo bhi din acchaa ho to use har packet par 2 rupey milte the un packet ka unko hisaab dena padta he shaam ko ghar jaate waqt
or jis din 50 packet bik jaate to wo khushi se jhoom uthtaa uske liye din ka 100 rupey maanoo 1000 ke barabar hota tha
ye sab sunke meri aankhe bhig jaati or mujhe sochne par majboor kar deti ki ye bhi bacche he lekin inki zindagi dusre baccho se bilkul alag he inka bachpan kabhi shuru hi nahi hua roz garam loohey ki maar in par pad rahi he jinse ya to phir ye toot rahe he ya to boohat majboot ho rahe he
Or usi popcorn waale bacche ne mujhse ye baat kahi thi ki bhaiyaa bheekh maangne se acchaa he ki mehnat kar ke khaau
ye baat mujhe choo gayi mene use usi waqt gale laga liya me chaahtaa to usse uske saare popcorn kharid leta but me uspe daya nahi dikhana chahtaa tha aisa karta to use uski mehnat nahi meri daya dikhti jo ki uske hosloo ko kumzor banaati mene use zindagi se ladte rehne ke liye kaha ki tum ek din zaroor tarrakki karoge wo khus ho gaya wo roz aataa tha mere paas me usse roz popcorn kharidtaa or dher saari baate karta us bacche ke chehre par ek chamak thi jo mujhe boohat kuch sikha rahi thi har saal me agra city jata hu or mujhe wo bacchaa aaj bhi usi jaghe milta he wo kehte he na ki dard dard ko dhund hi leta he meri khoz mere safar ka wo ek hissaa he kyoki mujme bhi or aap sab me bhi kahi na kahi aisa ek bacchaa rehtaa he
aap sabke aas paas jo bhi aise chote bacche kaam karte ho unhe support kariye kabhi unko oye bheekhari he ye Boohat ganda he chi door raho ye ghin waali bhaavnaa laake unhe dhutkaare na waise bhi hum or tum sirf unse humdardi kar sakte he but humdardi se kisi ka pet nahi bhartaa isilye wo jo bhi kar rahe he ye bereham zindagi unse karwa rahi he unhe shok nahi padhai chor kar u sadko par kaam karne ka or waise bhi ye sab karne ke liye boohat himmatt chaahiye jo aajkal bado me nahi hoti ye to phir bhi bacche he jinme boohat dekhi he mene
कोयला काला है, चट्टानों ने पाला है
अंदर काला बाहर काला पर सच्चा है, साला
Meri tarf se Had's Off all dear labourer kid'sआगराboy
Zindagi kyu me tujse darr jaau
Buzdil nahi jo me mar jaau
Mana ki kabhi kabhi dil darta he
par kuch bhi kar ke
jina to padta he
©anil_ugreja -
anil_ugreja 148w
What I have shown in this picture is also a man whose life is different from other men, this picture speaks all the story behind it
And I'm going to write for all man's for the first time If something is wrong, then I want to apologize to all of you.
‘Mard’ is word me hi wajan lagta he na ki kuch to power he boss
is duniyaa me god ke banaaye do special creations me स्त्रीलिंग पुल्लिंग, aadmi aurat, nar maadaa, purush mahila, ladka ladki, male n female ka jo male wala part hota he na wo mard he mundaa gabru jawaan dude sher saalaa don kaminaa or wo jo aap sab bolte ho
or wo kai prakaar ke roop or swabhav ke hote he allmost inke baal ladkiyoo ke muqaable chote hote he inki muchey or beard ugti he kuch aad body filters kuch lambey kuch naate or kuch sukhe marij Slim to kuch thik thak to kuch hathi type gendaa swaami bhi ho sakte he
Waise mardo ko boohat se tag mile he is duniyaa se for example baap beta bhai dost pati boyfriend bacchaa ladka cute rude handsome hot sweet innocent haraami chichora khooni Rapist gunda badmaash and many more jo baaki aap sab jaante hi ho
ha ye saare mard hi he inpe to dialogue bhi ban gaye he like mard ko dard nahi hota, baap baap hota he beta beta but yaha me jis tarhe ke mard ki baat kar raha hu us mard ko dard bhi hota he or takleef bhi jo rootaa bhi he bas wo apni feelings bayaan nahi karta wo ek baap he jo mere tumhaare hum sabhi ke ghar me rehtaa he ji haa ladkiyoo ye aap ke papa hi he jinki aap sabhi pariyaa ho jo aapko khush rakhne ke liye saaloo se mehnat kar rahe he taaki tumko saari khushiyaa mile jo shaayad unko kabhi naseeb nahi hui wo bhi ek mard hi he
ek or mard aapki zindagi me he ye wo hi aapkaa bhai he jo aapse ladtaa he aapko chidata he pyaar karta he gussaa karta he or aapko takleef me dekh aapke sath khada hota he ye bhi ek mard hi he
ek or khaas shaks he jo aap sabhi ki zindagi me shaayad sabse jyada maayne rakhta he wo aapkaa pati aapkaa lover boyfriend jo baad me sabhi ladkiyaa jinke palle padegi shadi ke baad wo bhi ek mard hi hoga jiski Zimmedaari aapko zindagi bhar khush rakhne ki he jo shaayad duniyaa me aapko sabse kareeb se jaanegaa or jinke saamne aap apne jism or apni rooh dono lootaa dogi ye bhi ek mard hi he
i think ek ladki ek aurat ek maa bhen koi bhi female is duniyaa me ek mard ke bina adhuri he jaise aurat ke bina sansaar nahi chal sakta waise hi mard na ho to sansaar thap pad jaayegaa aap or me hum sabhi yaha he to iske piche ki wajhe bhi ek mard hi he
Maanaa ki aap sabhi woman's shakti ka roop ho to man's bhi shiv ka roop he tabhi shiv+shakti complit hote he me yaha woman girls ko nicha nahi dikha raha balki unko ek mard ki values samjaa raha hu ki wo unke liye kitna important he kahi na kahi unki zindagi me unse juda hua rehtaa he alag alag roop me
or me ye bhi nahi kehtaa ki har mard 100% thik or Acchaa hota he inme kuch bure bhi he jo is mard naam ke maayne ko badnaan kar rahe he jin se aurtey ladkiyaa ye samaaj hum sabhi boohat nafrat ghinn karte he is tarhe ke mardo se har koi doori banata he ye is samaaj me rehne ke laayak nahi hote inhone is duniyaa me darindagi aatank khoon kharaaboo ke kaaran apna kaafi naam mashhoor kiya he ye sab bhi mard hi he or mujhe ye sab bataane me koi sharam nahi aati inki burai karte bhale me bhi ek mard hu but ab jo sach he wo to he hi
but me yaha ek baat kahungaa aap sab woman's girl's jo bhi female's he unse ki
har mard ek jaisa nahi hota sarhad par din raat nigraani karne wala bhi mard hi he hamaari rakshaa karte karte apni jaan khone wala bhi ek mard hi he saari duniyaa ka vish pine waale shiv ji bhi ek mard hi the or aapke papa aapka bhai aapka dost, pati, lover boyfriend aapka well-wishes ye sabhi bhi ek mard hi he kya aap in sabko bura keh sakti ho ye sabhi kahi na kahi aapki life me aapke idol bhi he ye sabhi bhi mard hi he jinki zaroorat aapko kadam kadam pe hoti he ye sabhi bhi mard hi he jinse aap itna pyaar karti ho
Kon kehtaa he ki mard ko dard nahi hota mard Boohat sakt dil hota he wo kabhi rota nahi wo kisi ki feelings nahi samajtaa ye wo falana dhiimaka is tarhe ki baate chaayi hui he har kisi ke deemaag me but
sach kahu to is duniyaa ke saare acche waale mard jo sahi raah pe chal rahe he unke mann ki baat ye he ki jab bhi koi durghatnaa ghatti he jaha kahi crime hua or mard gunhegaar hota he kasam se duniyaa ke sabhi mardo ko boohat dard hota he or dukhi bhi boohat hote he kyoki kisi ek ka kaand pure mard zaat ki badnaami ban kar reh jaati he
and last me khas kar sabhi mard zara gor farmaaiyegaa plzzz meri aap sabhi bure mardo se hath jod ke veenti he ki aap sabhi bhi aache waale mardo ki list me aa sakte he aap sabhi bhi in aurto girl's maa beti bhen biwi dost ki nazro me acche banke inke hero ban sakte he kripya karke mard ki definition ko sahi kijiye agar mard chaahe to ek chote se gaaw ke dashrath manjhi ki tarhe chattaan hilaa saktaa he mene to sirf is post ke zariye aapki rooh ko hilaane ki kooshish ki he aashaa karta hu ki aap sabhi Duniya ki shikaayatoo se pare apni ek alag pehchaan banaayenge taaki hum sabhi apne aap ko garv se mard keh sake he jaha dard he waha mard he
be a man jai hindमर्द
Baahar se haste
Andar se rote he
Tumko pura karte
khud ko roz khote he
ghar ke dard ko jo
Kandho pe dhote he
Asal maayne me
Mard wo hote he
©anil_ugreja -
Concern
भीड़ से अलग अपना रास्ता रखता हू
पसंद नहीं लोगो का पास आना इसलिए
बहुत कम लोगो से वास्ता रखता हु
©anil_ugreja -
anil_ugreja 107w
Talking to everyone on social media is so important, why can't you stay alone in this place. many people come on social media only to talk about love and friendship with people, but I have no such nature at all.
Roz ghanto online rehnaa wo bhi bina kisi se baat kiye i know aasaan nahi he but iske faayde boohat he there are many types of benefits of being alone, I want to present some quotes in front of you.
(1) first and biggest advantage is that no other person can take grief, deception, and harm to you, only you will have this right.
(2) If you ever have a complaint with a person, you talk to that person, but I have a slightly different way, so I start talking to myself first.you start talking to yourself which proves to be helpful in many things.
(3) By being alone in this way, you will start keeping low expectations from people and you will learn to depend more on yourself, which is a good thing to live in life.
(4) No one in this world can understand you better than you, if you are there is everything and if you are not there is nothing.
(5) You are your first love and you are the last one, only you will be with you from beginning to end.
I know it is not easy to live like this, but why should we make anyone in our life the reason for our unhappiness, let alone be better than this.
we do not need anyone
That's why stay aloneAlone
It feels good to stay online without
having to talk to anyone for hours.
©anil_ugreja -
anil_ugreja 105w
ज़ुबान खामोश है मगर दिल कुछ केहना चाहता है
तेरे पास होने के बजाय ये फासलै सेहना चाहता है
कुछ भी हो वजह बेवजह अब ये सफ़र में रेहना
चाहता हैसफर
डर है की कही बीच रास्ते में मर गए तो
कैसे तुम्हे खबर करेंगे
पर जिद्द हे की जब तक हे जिन्दा
यूही तब तक सफर करेंगे
©anil_ugreja -
avcjaiswal 105w
The Spirit does not speak
In logic
It speaks in
Energy
In Goosebumps
In winds.
©cjaiswal -
avcjaiswal 105w
गर्दिशें आसमाँ से थक गयी है मेरी जिन्दगी
अब मौत सिर्फ़ तू ही बची है
मुझे आज़माने के लिए
अब कहा मजदूर जाये
घर बसाने के लिए.
©Unknown -
jayraj_singh_jhala 118w
वक़्त शायद इस भरम में यूँ ही कट जाएगा
वो करीब आएगा और मुझसे लिपट जाएगा
देखिए मेरी नज़र से इस जहाँ को इक बार
कहकशाँ इक शख़्स में सारा सिमट जाएगा
©झाला -
anil_ugreja 119w
Zara Sambal ke ae dil
kaahe ki tuje itni jald-baazi he
saalaa ishq na hua ye to
Dukaano me chalti soude-baazi heबच के
बिन पंडित के फेरे
ना निकाह पढने वाला
कोइ काजी है
बच के रहना ऐ दिल
प्यार की definition
अब धोकेबाजी है
©anil_ugreja -
Sometimes Life puts us in the zone of Nowhere,
To test How far we can push
From Nowhere to Somewhere.
©cjaiswal
