Samajh kyu nhi aata
Meri samajh me nhi aata ki me usko samjah kyu nhi pati,
Uske pyar ka dusro ke sath samjhota kyu nhi kar pati,
Uski khamoshiyo ki wajah kyu samjh nahi aati,
Me uski hassi ki wjah kyu nhi ban pati,
Meri samajh nhi aata ki me samjh kyu nhi pati....
Marr hi dalti h uski khamoshi,
Yeh bat usko samajh kyu nhi aati....
Meri har bat me uska zikr hota h yeh bat me usko samjha kyu nahi pati....
Meri samajh nhi aata ki me samajh kyu nhi pati....
©panchivatsal
#heart_beats__aannnuuuu