कहता नहीं है वक्त किसी को, इशारे देता है
निखरना खुद अपनी मेहनत से पड़ता है।
©doonite
-
doonite 68w
-
doonite 69w
Ke phir ye dil tera hone se darta hai
Ek mulaqat ki judai se ye dil waqif hai.
©doonite -
Dikhawat ki duniya ne
Likhawat sikha di.
©doonite -
doonite 72w
Jag ke sapne dekhu ya dekhu sapne so kar
Pure honge ya nahi honge
Ye toh mere upar hai
Aaj so kar sapne pure krenge toh kal jag kar.
©doonite -
doonite 73w
कर्म अच्छे करो,
जीवन के रास्ते पर, फूल और कांटे कर्मों के अनुसार मिलते हैं।
©doonite -
doonite 75w
Tanhai
Laga mujhe, is duniya mein jaise sab sath hain mere
Aur sab apne hai yahn mere,
Dikkton ka aana jana to laga raha
Koi apna sath aaye
Puche dard mere
koi aisa sath nahi mila mujhe,
Phir jana ki apnapan to sirf ek chota sa dikhawa hai,
Main hoon kon kisko parwah,
Ab main khudke sath khud khada hoon,
Ab nahi parwah, kon kab kya kahe mujhe, maine tanhai rahena sikh liya. -
doonite 76w
Sota nahi ab main raaton ko
Khoya raheta hun be-wajah tere khayalon mein,
Kya wo bhi yaad karti hogi mujhe
Kya wo bhi kho jati hai mere khayalon mein.
©doonite -
doonite 80w
Kyun baar baar ek khayal aata hai
mohabbat hai bhi
Par mohabbat pe yakin nahi hota,
Sath nahi bhi hai
Par mohabbat bhi unse hai.
©doonite -
doonite 80w
Sawal ye bhi kiya logo ne, ki main rota nahi,
Haste hain har waqt, to kya dard hota nhi?
©doonite -
doonite 81w
चला गया दुःख दर्द उस शक्श के साथ, जिसने दर्द देना चाहा अकेला छोड़ कर।
©doonite
