Drowning in the ocean of my thoughts,,,
Still unable to connect any dots...
dil_e_nadaan
-
dil_e_nadaan 51w
-
dil_e_nadaan 60w
Itihaas k kuch
Panne palthaakar dekha
Mere guzre kal me bas
Sirf tujhe mehfooz dekha
Yun to aur bhi lamhe
guzaare maine zindagi bhar
Koi yaad nahi mujhe pal
Jo guzre bina teri yaadon par
Maanu isko saza
Ya mere khuda ki riza
Tum dhadakte ho
Mere seene me kuch is taraahhh
©dil_e_nadaan -
dil_e_nadaan 85w
Memories
Is it the night's warmth
that makes me cry,,,
Or the day's sunshine
that makes my eyes dry -
dil_e_nadaan 87w
Happy birthday to you my friend
Wish I could've sent you directly -
dil_e_nadaan 89w
That's the thing about money.
The more you have,
The more you crave for it... -
dil_e_nadaan 92w
Zindagi k uss modd se guzar aaya hun
Khawhish o tamanna ko wahin dafan kar aaya hun
Din me talaashta raha chaand ko
Amawas par taaro se shikayat kar aaya hun
Waasta nahi mere raaste ka jise
Us musaafir ko apni manzil ka pata dekar aaya hun
Lehar me toofan ka junoon hai jahan
Kagaz ki naav wahan lekar aaya hun
Mauth k milne se toh sab ghabraate hain
Par main khud usey galey lagane aaya hun
©dil_e_nadaan -
dil_e_nadaan 93w
Like the sea
Kissing the shore
When the tides change
You return to me
Every time -
dil_e_nadaan 95w
Andheron me tanha yun khoya ja raha hun,,,
Na jaane kaunsi manzil ki or jaa raha hun...
Yaad me kuch iss tarah qaid hua hun,,,
Azzadi ko maano gunah samajh raha hun...
Yun toh sab lekar jaate hain apni fariyaad khuda k paas,,,
Lekin main toh sirf teri khushi ki dua maangkar laut aata hun... -
dil_e_nadaan 97w
Tere bina
Aankhon mein kuch
Iss tarah dhuan chaaya hai,,
Bin uske chehre k
Saara zamana dhundhla nazar aaya hai..
Jhut ka parda
Hataya nahi apni nazron se,,
Wahem me jeerahe
K kal phirse sabko ko harakar aaya hai..
Sach chupta nahi
Laakh daleel pesh karne se,,
Jhuta hone ki ruswaai li khud par
Duniya k saamne khud ko jalakar aaya hai..
Ajeeb dastoor hai
Is duniya ka mere yaar,,
Kal fursat nahi mili jeene ki,,
Aaj maut ka paigham lekar farishta aaya hai..
Aankhon mein kuch
Iss tarah dhuan chaaya hai,,
Bin uske chehre k
Saara zamana dhundhla nazar aaya hai.. -
dil_e_nadaan 99w
Lies are necessary,
When the truth is too difficult to believe
©dil_e_nadaan
-
the_comrade 96w
.
